Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
Home Kumkum
Home Kumkum
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


dil todne waalo ki mehfil mein aa gaya hoon kaise duwaayen doon main mushkil mein aa gaya hoon agar dil humara sheeshe ke badle pathar ka hota pathar ka hota to tootta naa phuttaa maanta naa ruthtaa naa baar baar hanstaa naa zaar zaar rota agar dil humara sheeshe ke badle pathar ka hota pathar ka hota to tootta naa phuttaa maanta naa ruthtaa naa baar baar hanstaa naa zaar zaar rota agar dil humara naa ehsaas hota khushi mein khushi kaa naa ehsaas hota khushi mein khushi kaa naa mehsoos hota ye ghum zindagi ka wo preetam ki galiyaan nahin naa sahi muqaddar mein kaliyaan nahin naa sahi ye chun chun ke kaanton ki maala na pirota agar dil humara sheeshe ke badle pathar ka hota pathar ka hota to tootta naa phuttaa maanta naa ruthtaa naa baar baar hanstaa naa zaar zaar rota agar dil humara hai kaagaz ke phoolon ka ye gulsitaan hai kaagaz ke phoolon ka ye gulsitaan mehak iski naqli hai naqli fizaan sitamgar tujhe bewafaa jaanta agar teri nazron ko pehchaanta gharonden
hooo preetam ye mat janiyo tohe bichhdat mohe chain gilepan ki laakdiii sulgat hon din rain bheegi palken utha meri jaan ghum na kar din judaai ke ye bhi guzar jaayenge jab talak teri baahen milengi mujhe tab talak to ye gesu bikhar jaayenge bheegi palken utha mere tan ki kali ghum se jal jaayegi mere tan ki kali ghum se jal jaayegi rang utar jaayega dhoop dhal jaayegi rang utar jaayega dhoop dhal jaayegi aa padi hai kuchh aisi hi uljhan magar phir bhi tere deewane kidhar jaayenge bheegi palken utha zindagi hai to mil hi rahenge gale zindagi hai to mil hi rahenge gale jaa rahi hain bahaaren to jaane bhi de jaa rahi hain bahaaren to jaane bhi de do hi din to mile zindagani ke din kya ye do din bhi yun hi guzar jaayenge bheegi palken utha meri jaan ghum na kar din judaai ke ye bhi guzar jaayenge jab talak teri baahen milengi mujhe tab talak ye gesu bikhar jaayenge bheegi palken utha
chhedo na meri zulfen sab log kya kahenge sab log kya kahenge humko deewana tumko kaali ghata kahenge kaali ghata kahenge chhedo na meri zulfen aati hai sharam humko roko ye pyari baatein aati hai sharam humko roko ye pyari baatein jo tumko jaante hain wo jaante hain tumhari baatein tum keh lo sharam isko hum to ada kahenge hum to ada kahenge chhedo na meri zulfen sab log kya kahenge sab log kya kahenge chhedo na meri zulfen main pyaar hoon tumhara mera salaam le lo main pyaar hoon tumhara mera salaam le lo tum isko pyaar samjho tum isko chahat ka naam de lo lekin zamaane wale iss ko khata kahenge iss ko khata kahenge humko deewana tumko kaali ghata kahenge kaali ghata kahenge chhedo na meri zulfen tauba teri nazar ke masti bhare ishaare tauba teri nazar ke masti bhare ishaare dekhenge hum ko tum ko to muskura ke ye sab nazaare ulfat mein do dilon ko behka hua kahenge behka hua kahenge chhedo na meri zulfen sab log kya kahenge sab log kya kahenge humko deewana
dil todne waale tujhe dil dhundh raha hai tujhe dil dhundh raha hai aawaaz de tu kaun si nagri mein chhupaa hai dil todne waale tu humko jo mil jaaye to haal apna sunaaye khud roye kabhi aur kabhi tujhko rulaayen kabhi tujhko rulaayen wo daag dikhaaye jo humen tune diyaa hai aye dil ke sahaare tujhe dil dhundh raha hai tujhe dil dhundh raha hai seene mein teri yaad ka toofan utha hai aye dil ke sahaare dil mein to ye hasrat hai tere paas main aaun nazron se gira hoon to nazar kaise milaaun nazar kaise milaaun badnaam hoon naakaam hoon kya mujh mein raha hai aye dil ke sahaare tujhe dil dhundh raha hai tujhe dil dhundh raha hai dikhlaa ke kanaara mujhe mallaah ne loota kashti bhi gayi haath se patwaar bhi chhuta patwaar bhi chhuta ab aur naa jaane meri taqdeer mein kya hai dil todne waale tujhe dil dhundh raha hai tujhe dil dhundh raha hai bechain udhar tu hai to majboor idhar hum baithe hai chhupaaye huye ashqon mein tera ghum ashqon mein tera ghum har chot ubhar
holi aayi re kanhaayi holi aayi re holi aayi re kanhaayi rang chhalke suna de zara bansuri barse gulaal rang more anganwaa apne hi rang mein rang de mohe sanjanwaa tore kaaran ghar se aayi tore kaaran hooo tore kaaran ghar se aayi hoon nikal ke suna de zara baansuri chhute na rang aisi rang de chunariya dhobaniyaa dhoye chaahe saari umariyaa mohe bhaaye naa harjaai mohe bhaaye naa mohe bhaaye naa harjaai rang halke suna de zara baansuri
aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa kar gaya reee kar gaya mujhpe jaadoo saanwariyaa kar gaya mujhpe jaadoo ye kya kiya re ghazab kiya re chor ko samjhi main saadhu saanwariyaa kar gaya mujhpe jaadoo kar gaya reee kar gaya reee kar gaya mujhpe jaadoo saanwariyaa kar gaya mujhpe jaadoo bholi suratiya magar hai sayaana bholi suratiya magar hai sayaana seekhe koi vaa se daaman bachana seekhe koi vaa se daaman bachana hoooo oooo oooo ooooo waada kar ke mukar gaya kar gaya reee kar gaya reee kar gaya mujhpe jaadoo saanwariyaa kar gaya mujhpe jaadoo tum jo kaho to main naam bata doon tum jo kaho to main naam bata doon pathar ki murat ke darshan kara doon pathar ki murat ke darshan kara doon hoooo oooo oooo ooooo jiss ke kadmon pe sir gaya kar gaya reee kar gaya reee kar gaya mujhpe jaadoo saanwariyaa kar gaya mujhpe jaadoo baalam ye sab hai tumhare hi kaaran baalam ye sab hai tumhare hi kaaran mehfil mein naache tumhari pujaran mehfil mein naache tumhari
khubsoorat haseena jaane jaan jaaneman rang jiske labon ka dhundhata hai chaman tu nahin tu nahin wo haseen to sanam koi aur hi hai khubsoorat deewana jaane jaan jaaneman sunke jiske fasane jhoom utha mera mann tu nahin tu nahin wo haseen to sanam koi aur hi hai kal wo mili thi to shab baaton mein dhali thi ho mujhe chhedo naa aise bata do kaun thi woh haaa haa haaa haaa naazon pali thi wo shabnam thi yaa kali thi hooo hooooooooo jaisi wo thi waisi tu nahin tu nahin wo haseen to sanam koi aur hi hai khubsoorat deewana jaane jaan jaaneman sunke jiske fasane jhoom utha mera mann tu nahin tu nahin wo haseen to sanam koi aur hi hai khaabon mein aksar wo aane jaane laga hai o chalo chhodo rehne do nahin ye dillagi achhchhi hooo oooo iss dillagi mein ye dil jal jaane laga hai hooooo hooooooooo kaise keh doon tu hai tu nahin tu nahin wo haseen to sanam koi aur hi hai khubsoorat haseena jaane jaan jaaneman rang jiske labon ka dhundhata hai chaman tu nahin tu nahin wo
hmm hmm hmm hmm hey hey hey aa haa haa hmmmm hmmmm mere mehboob qayamat hogi aaj ruswa teri galiyon mein mohabbat hogi meri nazrein to gila karti hain tere dil ko bhi sanam tujhse shikayat hogi mere mehboob teri gali main aata sanam nagma wafa ka gaata sanam tujhse suna na jaata sanam phir aaj idhar aaya hoon magar ye kehne main deewaana khatm bas aaj ye vehshat hogi aaj ruswa teri galiyon mein mohabbat hogi mere mehboob meri tarah tu aahen bhare tu bhi kisi se pyaar kare aur rahe wo tujhse pare tune o sanam dhaye hain sitam to ye tu bhool na jaana ki na tujhpe bhi inaayat hogi aaj ruswa teri galiyon mein mohabbat hogi mere mehboob qayamat hogi aaj ruswa teri galiyon mein mohabbat hogi meri nazrein to gila karti hain tere dil ko bhi sanam tujhse shikayat hogi mere mehboob mere mehboob qayamat hogi aaj ruswa teri galiyon mein muhabbat hogi naam niklega tera hi lab se jaan jab is dil e naqaam se rukhsat hogi mere mehboob mere sanam ke dar se agar baad e saba ho tera
mere raaja mere laal tujhko dhundhoo main kahaan mere raaja mere laal tujhko dhundhoo main kahaan roye mamtaa tadpe maa tujhko dhundhoo main kahaan mere raaja mere laal tujhko dhundhoo main kahaan tu kya jaane tere ghar se chale jaane pe kya beeti mere pyaare tu kya jaane tere ghar se chale jaane pe kya beeti mere pyaare teri mata oooo teri behna tere ghum mein ro ro mar jaayenge saare aajaa waapas aajaa mere raaja mere laal tujhko dhundhoo main kahaan mere raaja mere laal tujhko dhundhoo main kahaan iss jag mein kya hai mera ik sapna tu mera wo bhi toota iss jag mein kya hai mera ik sapna tu mera wo bhi toota roothe kismat roothe duniyaa meri ankhiyon ke taare tu kyun rootha aajaa waapas aajaa mere raaja mere laal tujhko dhundhoo main kahaan roye mamtaa tadpe maa tujhko dhundhoo main kahaan mere raaja mere laal tujhko dhundhoo main kahaan tujhko dhundhoo main kahaan
nashe mein hum nashe mein tum nashe mein hum nashe mein tum kya khabar dil kidher ho gaya hai gum nashe mein hum nashe mein tum nashe mein hum nashe mein tum kya khabar dil kidher ho gaya hai gum nashe mein hum nazar nazar haseen hai tapak raha hai ras jo ek dil gaya to kya tumhen milenge dus nazar nazar haseen hai tapak raha hai ras jo ek dil gaya to kya tumhen milenge dus kya khabar dil kidher ho gaya hai gum nashe mein hum nashe mein tum nashe mein hum nashe mein tum kya khabar dil kidher ho gaya hai gum nashe mein hum tumhara dil are kahin atak gaya na ho jawaan tha idher udher bhatak gaya na ho tumhara dil are kahin atak gaya na ho jawaan tha idher udher bhatak gaya na ho kya khabar dil kidher ho gaya hai gum nashe mein hum nashe mein tum nashe mein hum nashe mein tum kya khabar dil kidher ho gaya hai gum nashe mein hum humara kya jo tum kaho wo baat maan le khafa na ho to apna dil tumhi ko jaan le humara kya jo tum kaho wo baat maan le khafa na ho to apna dil
reshmi salwaar kurta jaali kaa roop saha nahin jaaye nakhre waali kaa hoye reshmi salwaar kurta jaali kaa roop saha nahin jaaye nakhre waali kaa hoye jaa re peechha chhod mujh matwaali kaa kaahe dhundhe raastaa kutwaali kaa jaa re peechha chhod mujh matwaali kaa kaahe dhundhe raastaa kutwaali kaa jab jab tujhko dekhun mere dil mein chhute phuljahdiyaan karunga tera peechha chaahe lag jaayen hathkadiyaan are karunga tera peechha chaahe lag jaayen hathkadiyaan kya hai kutwaali kaa roop saha nahin jaaye nakhre waali kaa hoye jaa re peechha chhod mujh matwaali kaa kaahe dhundhe raastaa kutwaali kaa main hoon izzat waali mujhe samjh naa aisi waisi bade badon ki maine kar di hai aisi taisi bade badon ki maine kar di hai aisi taisi tu hai kiss thaali kaa kaahe dhundhe raastaa kutwaali kaa reshmi salwaar kurta jaali kaa roop saha nahin jaaye nakhre waali kaa roop tere kaa latka mere dil ko de gaya jhatka rang bhare haathon se zara khol de patt ghunghat kaa haaye rang bhare
waadaa aaaa aaaa bhool naa jaana waadaa aaaa aaaa bhool naa jaana o jaane waale laut ke aana waadaa aaaa aaaa bhool naa jaana o jaane waale laut ke aana waadaa aaaa aaaa bhool naa jaana tere saath hi jeeyenge tere saath hi marenge tujhe har janam mein paayen bas yahi duwaa karenge tere saath hi jeeyenge ye waadaa aaaa aaaa bhool naa jaana waadaa aaaa aaaa bhool naa jaana tha jheel ka kinaara paani baras raha tha baahon mein le ke mujh ko tumne yahi kaha tha ye ghata se baal kaale teri chaal jaise naagan tu husn waadiyon ka tera pyaar jaise saawan tujh se juda naa honge naa tujhe juda karenge tujhe har janam mein paayen bas yahi duwaa karenge tere saath hi jeeyenge ye waadaa aaaa aaaa bhool naa jaana waadaa aaaa aaaa bhool naa jaana phoolon ke beech the hum sooraj bhi doobta tha aankhon pe honth rakh ke jab tumne ye kaha tha main chun ke laaun taare teri maang main sanwaarun apni dulhan bana ke tujhe umr bhar nihaarun tere bol meethe meethe sun kar jiya karenge
ye dard bhara afsaana sun le anjaan zamaana zamaana main hoon ek paagal premi mera dard na koi jaanaa main hoon ek paagal premi mera dard na koi jaanaa ye dard bhara afsaana sun le anjaan zamaana zamaana main hoon ek paagal premi mera dard na koi jaanaa koi bhi waada yaad na aayaa koi kasam bhi yaad na aayee meri duhaai sun le khudaai mere sanam ne ki bewafaai dil toot gaya deewaana sun le anajaan zamaana zamaana main hoon ek paagal premi mera dard na koi jaanaa main hoon ek paagal premi mera dard na koi jaanaa phooloon se maine daaman bachaayaa raaho mein apni kaante bichhaaye main hoon deewaana deewaangi ne ek bewafaa se nehaa lagaaye jo pyaar ko na pahchaanaa sun le anjaan zamaana zamaana main hoon ek paagal premi mera dard na koi jaanaa main hoon ek paagal premi mera dard na koi jaanaa yaaden puraani aane lagin kyaa aankhen jhukaa li kyaa dil mein aaya dekho nazaaraa dilbar humara kaise humaari mehfil mein aayaa hai saath koi begaanaa sun le anjaan zamaana
ye hawaa ye nadi ka kinaraaa chaand taaron ka rangeen ishaara keh raha hai bekhabar ho sake to pyaar kar ye samaan milega phir na dobaara ye hawaa ye nadi ka kinaraaa ye raat dhalne naa paaye hone naa paaye savera tu bhi utha lambi palken zulfon ko maine bikhera yun hi chanda tale meri naiyya chale teri baahon ka le ke sahaara ye hawaa ye nadi ka kinaraaa chaand taaron ka rangeen ishaara keh raha hai bekhabar ho sake to pyaar kar ye samaan milega phir na dobaara ye hawaa ye nadi ka kinaraaa aise mile aaj saiyaan teri nazar meri aankhen dhadkan meri tera dil ho lab hon mere teri baaten dare kaanhe ko dil sajna khul ke mil kya karega zamaana humaara dare kaanhe ko dil sajna khul ke mil kya karega zamaana humaara ye hawaa ye nadi ka kinaraaa chaand taaron ka rangeen ishaara keh raha hai bekhabar ho sake to pyaar kar ye samaan milega phir na dobaara ye hawaa ye nadi ka kinaraaa
ae dil hai mushkil jeena yahaan zaraa hatt ke zaraa bach ke yeh hai bombay meri jaan ah ha ha ho ho ho hi ha ha ha hmm hmm hmm hmm hmm hmm um um ae dil hai mushkil jeena yahaan zaraa hatt ke zaraa bach ke yeh hai bombay meri jaan kahin building kahin tramein kahin motor kahin mill milta hai yahaan sab kuchh ek milta nahin dil kahin building kahin tramein kahin motor kahin mill milta hai yahaan sab kuchh ek milta nahin dil insaan ka nahin kahin naam o nishaan zaraa hatt ke zaraa bach ke yeh hai bombay meri jaan ae dil hai mushkil jeena yahaan zaraa hatt ke zaraa bach ke yeh hai bombay meri jaan kahin satta kahin patta kahin chori kahin ress kahin daaka kahin phaanka kahin thokar kahin thes kahin satta kahin patta kahin chori kahin ress kahin daaka kahin phaanka kahin thokar kahin thes bekaron ke hain kai kaam yahaan zaraa hatt ke zaraa bach ke yeh hai bombay meri jaan ae dil hai mushkil jeena yahaan zaraa hatt ke zaraa bach ke yeh hai bombay meri jaan beghar ko
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Agar Dil Humara Sheeshe Ke Badle Ek Kunwari Ek Kunwara (1973) 04:13 15715
 
Poster of Ek Kunwari Ek Kunwara (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Prakash
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 04:13   Song Number : 15715   

Bheegi Palken Utha Do Gunde (1959) 04:11 32399
 
Poster of Do Gunde (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Ghulam Mohammad
On Screen Actors- 
Ajeet, Kumkum
Raag- 
Jhenjhuti
Duration : 04:11   Song Number : 32399   

Chhedo Na Meri Zulfen Ganga Ki Lahren (1964) 03:58 32442
 
Poster of Ganga Ki Lahren (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Kumkum
Duration : 03:58   Song Number : 32442   

Dil Todne Waale Tujhe Dil Son of India (1962) 04:34 14275
 
Poster of Son of India (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Kamal Jeet, Kumkum
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:34   Song Number : 14275   

Holi Aayi Re Kanhaayi Mother India (1957) 02:55 15162
 
Poster of Mother India (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Duration : 02:55   Song Number : 15162   

Kar Gaya Mujhpe Jaadoo Basant Bahar (1956) 04:13 12857
 
Poster of Basant Bahar (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Nimmi, Kumkum
Duration : 04:13   Song Number : 12857   

Khubsoorat Hasina Mr X In Bombay (1964) 05:07 12060
 
Poster of Mr X In Bombay (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Kumkum
Duration : 05:07   Song Number : 12060   

Mere Mehboob Qayamat Hogi Mr X In Bombay (1964) 06:10 20928
 
Poster of Mr X In Bombay (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Kumkum
Duration : 06:10   Song Number : 20928   

Mere Raja Mere Lal Raja Aur Runk (1968) 04:59 14043
 
Poster of Raja Aur Runk (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Kumkum
Duration : 04:59   Song Number : 14043   

Nashe Mein Hum Nashe Black Cat (1959) 03:34 15561
 
Poster of Black Cat (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
On Screen Actors- 
Johny Walker, Kumkum
Duration : 03:34   Song Number : 15561   

Reshmi Salwar Kurta Naya Daur (1957) 04:13 21162
 
Poster of Naya Daur (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Meenu Mumtaaj, Kumkum
Raag- 
Bhairavi
Duration : 04:13   Song Number : 21162   

Waada Bhool Na Jana Jalte Badan (1973) 06:06 13413
 
Poster of Jalte Badan (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Maya Govind
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Kiran Kumar, Kumkum
Duration : 06:06   Song Number : 13413   

Ye Dard Bhara Afsaana Shreeman Funtoosh (1965) 05:10 11916
 
Poster of Shreeman Funtoosh (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Anoop Kumar, Kumkum
Duration : 05:10   Song Number : 11916   

Ye Hawaa Ye Nadi Ka Kinaraa Ghar Sansar (1958) 03:33 16242
 
Poster of Ghar Sansar (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Kumkum
Duration : 03:33   Song Number : 16242   

Yeh Hai Bombay Meri C I D (1956) 04:06 21439
 
Poster of C I D (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Johny Walker, Kumkum
Duration : 04:06   Song Number : 21439   
Karaoke Songs of Kumkum, Sad Songs of Kumkum, Love Songs of Kumkum, Dance Songs of Kumkum, Hip-hop songs of Kumkum, Best songs of Kumkum, Super hit songs of Kumkum, hit songs of Kumkum, duet songs of Kumkum, solo songs of Kumkum, old songs of Kumkum, famous songs of Kumkum, Hindi Karaoke Songs of Kumkum, Hindi Sad Songs of Kumkum, Hindi Love Songs of Kumkum, Hindi Dance Songs of Kumkum, Hindi Hip-hop songs of Kumkum, best Hindi songs of Kumkum, super hit Hindi songs of Kumkum, hit Hindi songs of Kumkum, duet Hindi songs of Kumkum, solo Hindi songs of Kumkum, old Hindi songs of Kumkum, famous Hindi songs of Kumkum, Sing Along Songs of Kumkum, Sing Along Sad Songs of Kumkum, Sing Along Love Songs of Kumkum, Sing Along Dance Songs of Kumkum, Sing Along Hip-hop songs of Kumkum, Sing Along Best songs of Kumkum, Sing Along Super hit songs of Kumkum, Sing Along hit songs of Kumkum, Sing Along duet songs of Kumkum, Sing Along solo songs of Kumkum, Sing Along old songs of Kumkum, Sing Along famous songs of Kumkum